Acha lagta hai tera naam mere naam ke sath😇
Jaise koi khubsurat jgah ho haseen shaam ke sath😍
अच्छा लगता हैं तेरा नाम मेरे नाम के साथ,😇
जैसे कोई खूबसूरत जगह हो हसीन शाम के साथ।😍
Acha lagta hai tera naam mere naam ke sath😇
Jaise koi khubsurat jgah ho haseen shaam ke sath😍
अच्छा लगता हैं तेरा नाम मेरे नाम के साथ,😇
जैसे कोई खूबसूरत जगह हो हसीन शाम के साथ।😍
Zindagi mein kai mushkilein aati hain,
Aur insaan zinda rehne se ghabrata hai,
Na jaane kaise hazaaron kaanton ke beech Reh kar bhi
ek phool muskurata hai 🙌
ज़िन्दगी में कई मुश्किलें आती हैं
और इंसान ज़िंदा रहने से घबराता है,
न जाने कैसे हज़ारों कांटों के बीच रह कर भी
एक फूल मुस्कुराता है🙌
Na Chaho Itna Humein Chahaton Se Darr Lagta Hai,
Na Aao Kareeb Itna Ki Judai Se Darr Lagta Hai,
Tumhari Wafaon Pe To Hai Yakeen Humein,
Bas Apne Hi Naseeb Se Darr Lagta Hai!