Tera Saath hai Toh mujhe kya kami hai
Teri har muskan se mili mujhe kushi hai
Muskuraate Rehna isi Tarah humesha
Kyonki teri is muskan mein meri jaan basi hai
Tera Saath hai Toh mujhe kya kami hai
Teri har muskan se mili mujhe kushi hai
Muskuraate Rehna isi Tarah humesha
Kyonki teri is muskan mein meri jaan basi hai
Aksar gum hote firte the Andheri raat me ,
Ujala krdia jo tum laaye roshni apne sath me,,
Ab toh bs khoye rehte hai tujhme hi ,,,
Najane kaunsi raaz hai tumhari baat me..😶
अक्सर गुम होते फिरते थे अंधेरी रात में
उजाला करदिया जो तुम लाए रोशनी अपने साथ में
अब तो बस खोये रहते हैं तुझमें ही
नज़ारे कौनसी राज़ है तुम्हारी बात में..😶
