Skip to content

Tera shehar || hindi shayari love

Pyara tha tera shahar magar use m nhi bhayi…
Chahti thi jo khushiya vo kbhi mil nhi payi…
Tere sahare duniya ko jan ne lgi thi m…
Kya h duniyadari pehchan ne lgi thi m…
Tere sahare nyi jindgi m mene kadam bhdaye the…yaad h tujhe jab tune mujhse naiya ldaye the..
Dekh tere shahar se aj jane lgi hu m…
Duriyo ko ab ras ane lgi hu m
Tere shahr m rehne k khaab sjane lgi thi m..
Magar un khwabon ko meri nind nahi bhayi….
Ab jo bhi hua sab bhula k dur hu ayi
Tere shahr ko m kbhi raas hi nhi ayi…

Shyna

Title: Tera shehar || hindi shayari love

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil ke sau tukdhe || hindi sad shayari

na jjane kaisaa manzar hoga
jab tera kisi se sangam hoga
dil ke sau tukdhe honge
jab tere ghar ke samne se guzar rahe honge

ਨਾ ਜਾਣੇ ਕੈਸਾ ਮੰਜ਼ਰ ਹੋਗਾ,,
ਜਬ ਤੇਰਾ ਕਿਸੀ ਸੇ ਸੰਗਮ ਹੋਗਾ ।
ਦਿਲ ਕੇ ਸੌ ਟੁਕੜੇ ਹੋਂਗੇ,,
ਜਬ ਤੇਰੇ ਘਰ ਕੇ ਸਾਮਣੇ ਸੇ ਗੁਜ਼ਰ ਰਹੇ ਹੋਂਗੇ

Title: Dil ke sau tukdhe || hindi sad shayari


Intezaar na kareya kar || sad Punjabi shayari images || true but sad

Jo chale gaye yaad baar baar na kareya kar..!!
Ohna mud ke nahi auna intezaar na kareya kar..!!