Skip to content

Tere bin ikalle Haan || sad Punjabi status

Sad Punjabi shayari || sad in love || Gall sun lai sajjna ve
Tere gam vich jhalle Haan..!!
Bhawein bheed e lokaan di
Tere bin ikalle Haan..!!
Gall sun lai sajjna ve
Tere gam vich jhalle Haan..!!
Bhawein bheed e lokaan di
Tere bin ikalle Haan..!!

Title: Tere bin ikalle Haan || sad Punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Yaad aate hai bachpan ke wo din  || maa

Yaad aate hai bachpan ke wo din

Jab maa daantkar khana khilati thi

Kabhi gussa hokar mein bhukhi hi so jati thi

Subah hote hi maa deti thi maa banakr khana

Usme bhi maa ka pyar pane ke liye mera nakhre dikhana

Jab kabhi udaas huyi toh maa ko gale lagaya

Yaad ati hai maa jb aaj khudko akela paya

Jab lagti thi chot mujhe aansu unki aankh mein hote the

Jab bimar huyi wo, hum chup chupkar rote the

Nahi hoga unhe kuch ye yakin dilaya

Lekin bhagwan ka likha koi badal na paya

“Mujhe bacha lo” ye aakhiri the shabd unke

Kaash mein de paati apni saansein unhe

Toh aaj chubhte nahi ye shabd unke

Wo kahti thi ‘beta strong ban’, me kahti thi strong hu mein

Par kaise batau mein strong tab thi jab hath mere sir pe the unke

Nahi rok pati aansu apne jab yaad aati hai unki

Unke bina kamjor hai beti ye unki

Title: Yaad aate hai bachpan ke wo din  || maa


Gribi rabb ne dita☺️😊 || shayari in punjabi on poverty

Gribi Rabb☝ ne diti Aa✍
Ae na teri👈 na 👉meri Aa
grib peda hoya kise di ni
je grib mara fer glti teri Aa..👌💯😏

ਗਰੀਬੀ ਰਬ ਨੇ ਦਿਤੀ ਆ
ਏ ਨਾ ਤੇਰੀ ਨਾ ਮੇਰੀ ਆ😏😊
ਗਰੀਬ ਪੈਦਾ ਹੋਯਾ ਕਿਸੇ ਦੀ ਨੀ
ਜੇ ਗਰੀਬ ਮਰਾ ਫੇਰ ਗਲਤੀ ਤੇਰੀ ਆ..✅💯

~~~~ Plbwala®️✓✓✓✓

Title: Gribi rabb ne dita☺️😊 || shayari in punjabi on poverty