
Menu nahi pta dil da haal kive kehna e..!!
Kive tenu bhull ke azad mein hona e
Nahi pta menu tere bina kinjh rehna e..!!

Wo raat thi kuch khaas si….,
Us raat ki kya baat thi…..,
Wo ishq ki shuruaat thi…..,
Wo theek mere hi pass thi…,
Takra rahi thi saans bhi…..,
Doori bachi thi bas naam ki……
Shabd mere ladkhada rhe the….,
Ashq palkon pe chaa rhe the…..,
Dekhta tha jab main usko , wo ishq seene me laa rhe the….
Wo ankhen palkon se jhaakti….,
Wo hasna uska tha laazmi….,
Ek khwab dekha tha kaafi pehle ,
Shayad wo poora ho aj hi…..
Aj yaad ayii hai uski fir , to Shabdon me bayan kiya……..,
Khwabon aur yaadon ko maine fir sabha me jama kiya……..
kalam chalauni kehrri saukhi e
gal banauni kehrri saukhi e
dil di gal akhraan raahi
samjauni kehri saukhi e..
ਕਲਮ ਚਲਾਉਣੀ ਕਿਹੜੀ ਸੌਖੀ ਏ,
ਗੱਲ ਬਣਾਉਣੀ ਕਿਹੜੀ ਸੌਖੀ ਏ,
ਦਿਲ ਦੀ ਗੱਲ ਅੱਖਰਾਂ ਰਾਹੀਂ
ਸਮਝਾਉਣੀ ਕਿਹੜੀ ਸੌਖੀ ਏ…..