Skip to content

Tere deewane || true love shayari || hindi shayari images

Deewane hain hum khud ke
Kyunki deewane tere kehlate hain..!!



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


True lines || Hindi shayari || sad shayari

संसार में कौन है जो सुखी है, सब दुखी हैं। कोई अपने दुःख से दुखी है तो कोई दूसरों के सुख के दुखी है 😔

Title: True lines || Hindi shayari || sad shayari


Ishq kya hai? || ehsaas shayari hindi

ishq kya hai?

  udaas jo hojauu main  to aansoo ,

  uski aankh se jhalak jaye.

  dil pe lagi baat ko bhoolkar ,

  vo meri ek muskurahat pe maanjaye.

  khafa ho jab duniya mujhse,

  to ek vo mujhe seene se lagaye.

  tohfe chah kam hi sahi par mere liye izzat,

  uski aankho me saaf nazar aaye.

  roothna manana to chalta hi hai par jo main rooth jaun ,

  to rooh uski bechain hojaye.

ye ehsaas hi to ishq hai, ye jazbat hi to ishq hai

Title: Ishq kya hai? || ehsaas shayari hindi