Skip to content

Tere ishq mein ese doobe || love hindi shayari

Tere ishq me aise doobae
jaise samundar me patthar…✨

तेरे इश्क़ में ऐसे डूबे
जैसे समंदर में पथर…✨

Title: Tere ishq mein ese doobe || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Is rang badalti duniya mein || true line Hindi shayari

Is rang badalti duniya mein
lakh mushkile aur hzaar kisse aaye
kuch to sahi kiya hoga zindagi me
jo aise pyaare log mere hisse aaye ❣️

इस रंग बदलती दुनिया में
लाख मुश्किलें और हजार किस्से आए
कुछ तो सही किया होगा ज़िंदगी में
जो ऐसे प्यारे लोग मेरे हिस्से आए ❣️

Title: Is rang badalti duniya mein || true line Hindi shayari


Sabh marzo se bura || hindi shayari sad || dard bhari

SABH MARZO SE BURA || HINDI SHAYARI SAD || DARD BHARI
Sab marzo se bura dil ka marz hota hai
or sab karzo se bura mohobat ka karz hota hai
arey tu de le jitne zakhm dene hai mere dil ko
akhil pathro ko kha dard hota hai