Skip to content

tere kabil nahi haan || Girl attitude shayari Punjabi

Eh na samjhi ke tere kabil nahi haan,
Tadap rahe ne oh jihnaa nu hasil nahi haan

ਇਹ ਨਾਂ ਸਮਝੀ ਕਿ ਤੇਰੇ ਕਾਬਿਲ ਨਹੀਂ ਹਾਂ,
ਤੜਫ ਰਹੇ ਨੇਂ ਉਹ ਜਿਹਨਾਂ ਨੂੰ ਹਾਸਿਲ ਨਹੀਂ ਹਾਂ

Title: tere kabil nahi haan || Girl attitude shayari Punjabi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mere har saans mein usake siva koi aur nahee

Mana ki kismat pe mera koi zor nahi,
Par ye sach hai ke mohabbat meri kamazor nahee,
Us ke dil me, usaki yaado me koi aur hai lekin,
Mere har saans mein usake siva koi aur nahee.. 

Title: Mere har saans mein usake siva koi aur nahee


Muje tumse pyar || Love Shayari in Hindi || ghaint shayari

Nazro ko tere pyar se inkar nhi hai
Ab mujhe kisi aur ka Intezaar nhi hai
Mein Khamosh hu to vo vajood hai mera
Lekin tum ye na,samjhna mujhe tumse pyar nhi hai🥰

नज़रो को तेरे प्यार से इंकार नही है,
अब मुझे किसी और का इंतज़ार नही है,
मैं खामोश हूँ तो वो वजूद है मेरा,
लेकिन तुम ये न समझना मुझे तुमसे प्यार नही है।🥰

Title: Muje tumse pyar || Love Shayari in Hindi || ghaint shayari