Skip to content

Tere khayal || Hindi shayri || love shayari

Baithe the apni mauj mein achanak ro padhe
Yun aakar tere khayal ne ascha nhi kiya❤️‍🩹

बैठे थे अपनी मौज में अचानक रो पड़े
यू आकर तेरे ख्याल ने अच्छा नहीं किया❤️‍🩹

Title: Tere khayal || Hindi shayri || love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jab yaad aati hai || Love

Jab yaad aati hai…

Toh aankh bhar aati hai…

Tumse mill kr…

Zindgi khoobsurat nazar aati hai…

जब याद आती है…

तो आँख भर आती है…

तुमसे मिल कर..

ज़िन्दगी खूबसूरत नज़र आती है…

Title: Jab yaad aati hai || Love


Jo Hasil Na Ho Sake || mohobat shayari Hindi

Mohobat shayari || Mohobat use karo jo hasil ho sake
aksar jo hasil nahi ho paata
use mohobat nahi maana jaata
Mohobat use karo jo hasil ho sake
aksar jo hasil nahi ho paata
use mohobat nahi maana jaata

Title: Jo Hasil Na Ho Sake || mohobat shayari Hindi