Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Waqt bura ya bure hum ho gaye || sad Hindi shayari
Waqt bura hai ya bure hum ho gye
In ankhon mein ansuyon ke siwa kuch nhi hota
Has leta hu logo ko dikhane ke liye
Vese to dard ki kitaab hai meri zindagi 💔
वक्त बुरा है या बुरे हम हो गए
इन आंखों में आंसुओं के सिवा कुछ नही होता
हँस लेता हूं लोगों को दिखाने के लिए,
वैसे तो दर्द की किताब है मेरी जिंदगी💔
Title: Waqt bura ya bure hum ho gaye || sad Hindi shayari
mera mahiya || love status || punjabi shayari
Mein dekha ohnu akh bhar ke dekh na pawe mera mahiya..!!
Mein thodi sanga mere ton Jada sharmawe mera mahiya..!!
Mein soohe akhar bani Haan taareef mera mahiya..!!
Mein thodi jehi shararti shareef mera mahiya..!!
ਮੈਂ ਦੇਖਾਂ ਉਹਨੂੰ ਅੱਖ ਭਰ ਕੇ ਦੇਖ ਨਾ ਪਾਵੇ ਮੇਰਾ ਮਾਹੀਆ..!!
ਮੈਂ ਥੋੜੀ ਸੰਗਾਂ ਮੇਰੇ ਤੋਂ ਜਿਆਦਾ ਸ਼ਰਮਾਵੇ ਮੇਰਾ ਮਾਹੀਆ..!!
ਮੈਂ ਸੂਹੇ ਅੱਖਰ ਬਣੀ ਹਾਂ ਤਾਰੀਫ ਮੇਰਾ ਮਾਹੀਆ..!!
ਮੈਂ ਥੋੜੀ ਜਿਹੀ ਸ਼ਰਾਰਤੀ ਸ਼ਰੀਫ ਮੇਰਾ ਮਾਹੀਆ..!!



