Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
yeh duniyaa hame gawara Shayari
Yeh duniya hume gawara nahi hai
Ab tu humara sahara nahi hai
Tu dekhti in ankhon mein ki
Ab inke bin guzara nahi hai
Bhut dil tode hain jinke lie ….
Ab voh shakhs bhi humara nhi hai
Title: yeh duniyaa hame gawara Shayari
Hindi shayari || true line shayari
Parkh le agar nahi taxi
Chal le jitni shalni ho baazi
Bas itni karunga tujhse darkhast e duniya
Junoon ko pagalpan aur mehnat ko kismat ka naam Na de🙌
परख ले अगर नही राज़ी,
चल ले जितनी छलनी हो बाज़ी
बस इतनी करूँगा तुझसे दरख़ास्त ऐ दुनिया,
जुनून को पागलपन और म्हणत को किस्मत का नाम न दे🙌
