Skip to content

TERE TON DOOR | LOVE SHAYARI

tere ton door raha tan kis tarah
dil da haal v dasan tan kis tarah

ਤੇਰੇ ਤੋਂ ਦੂਰ ਵੀ ਰਵਾਂ ਤਾਂ ਕਿਸ ਤਰਾਂ
ਦਿਲ ਦਾ ਹਾਲ ਵੀ ਦੱਸਾਂ ਤਾਂ ਕਿਸ ਤਰਾਂ

Title: TERE TON DOOR | LOVE SHAYARI

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kya Hai or q Hai yeh zindagi || zindagi shayari

Kya Hai or q Hai yeh zindagi😕

Ek pal Ki Khushi do pal ka gum😐😑

Khushi se honth muskuraye Ni ankhe hojati num😥😢

Dil me dard bhare itne har pal takleefe Na Hoti Kam😮‍💨

Kosish v ab toh haar maangyi😢

Aakhir Khushi se jeene ko kre v toh

Kya kre hum😵

Uljhan se bandhe rehte sda🤔

Jo sulajne ka Naam hi na Leta🫤

Ae khud itna tu bta de🙄

Muskil O se Bhari yeh  zindagi me tu hal q na deta😑

Title: Kya Hai or q Hai yeh zindagi || zindagi shayari


Vo khoobsurat to hai magar || Hindi shayari images

Khoobsurat shayari || Hindi shayari || Vo khoobsurat to hai magar
Daag unmein bhi bhut hain Mere dost..
Ese hi nhi unhe mein chaand bolta hoon
Vo khoobsurat to hai magar
Daag unmein bhi bhut hain Mere dost..
Ese hi nhi unhe mein chaand bolta hoon

Title: Vo khoobsurat to hai magar || Hindi shayari images