Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
khuda kare, salaamat || Love 2 lines shayari
khuda kare, salaamat rahen donon hamesha,
ek tum aur doosara muskuraana tumhaara..
खुदा करे, सलामत रहें दोनों हमेशा,
एक तुम और दूसरा मुस्कुराना तुम्हारा..
Title: khuda kare, salaamat || Love 2 lines shayari
Kahin behtar hai… || hindi shayari
Kahin Behtar Hai Teri Amiri Se Muflisi Meri
Chand Sikkon Ke Liye Tune Kya Nahi Khoya Hai
Mana Nahin Hai Makhmal Ka Bichhona Mere Paas
Par Tu Ye Bata Kitni Rate Chain Se Soya Hai…🥺
