Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khuda se upar vo || hindi shayari || two line shayari
Maan liya tha jise khuda se upar,
Na milne par uske shikayat ab khuda se kyu!
मान लिया था जिसे खुदा से भी ऊपर,
न मिलने पर उसके शिकायत अब खुदा से क्यों !
Title: Khuda se upar vo || hindi shayari || two line shayari
Socha na tha || hindi sad shayari
Chodd kar chali jaogi ye socha na tha,
Mere Pyar ko iss kadar thukraogi socha na tha,
Aur pyar kiya to beshumaar tha tumse,
Magar tum iss kadar tadpaogi socha na tha.
