Skip to content

Teri qurbat || Shayari from heart in hindi

Jaane kaise wo pal itne ruhaaniyat bangaye

woh lamhe toh teri qurbat ke sabab bangaye

sambhalna mushkil sa raha tere jaane ke baad ,

hum toh mariz the teri mohabbat ke ab toh deewaane bangaye.

जाने कैसे वो पल इतने रुहानियत बनगए

वोह लम्हे तोह तेरी क़ुरबत के सबब बनगए

संभालना मुश्किल सा रहा तेरे जाने के बाद ,
हम तो मरीज़ थे तेरी मोहब्बत के अब तोह दीवाने बनगए.
                                          
                                          -Ahiban
 

Title: Teri qurbat || Shayari from heart in hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tumhari yaadein || hindi shayari

kyu raatein guzarti nahi hai
kyu baatein sambhalti nahi hai
kyu aksar ye hota hai
ki tumhari yaadein zehen se utarti nahi hai ..❤️

Title: Tumhari yaadein || hindi shayari


Yaad mein teri || two line shayari || hindi shayari

Hasta hu par dil mein gam bhara hai
Yaad mein tere dil aaj bhi ro pdha hai💔

हँसता हूँ पर दिल में गम भरा है
याद में तेरे दिल आज भी रो पड़ा है💔

Title: Yaad mein teri || two line shayari || hindi shayari