Skip to content

teri yaad aati || Yaad love hindi Shayari

Dil Hasta hai
Aankhe muskuraati hai
aur
Saanse khil uthti hai..
jab jab
teri yaad aati hai

दिल हँसता हैं,
आँखें मुस्कारती हैं,
और
साँसे खिल उठती हैं…
जब जब…
“तेरी याद आती हैं!!”

Title: teri yaad aati || Yaad love hindi Shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Lehron se ladne ka hunar || two line Hindi shayari

Lehron se ladne ke hunar se hum bhi wakif the,
Bas ab samandar raas nhi aata…🙃

लहरों से लड़ने के हुनर से हम भी वाकिफ थे,
बस अब समंदर रास नहीं आता…🙃

Title: Lehron se ladne ka hunar || two line Hindi shayari


Chand Alfaz gulab ki Aur || love shayari

Log kehte hain ke unhe gulab ki Khushboo har fool se Achhi lagti hai!!!!

Par koi hamare dilse pooche hame toh aapke jism ki khushboo uss gulab se Bhi achhi lagti hai❤️❤️🌹🌹

-Mohammed Arman

Title: Chand Alfaz gulab ki Aur || love shayari