Skip to content

Teri yaad v || 2 lines best shayari in punjabi

teri yaad v kamaal kardi e
mere kol neend aundi hai, eh dekh na jardi ee

ਤੇਰੀ ਯਾਦ ਵੀ ਕਮਾਲ ਕਰਦੀ ਏ
ਮੇਰੇ ਕੋਲ ਨੀਂਦ ਆਉਦੀ ਹੈ , ਇਹ ਦੇਖ ਨਾ ਜਰਦੀ ਏ

Title: Teri yaad v || 2 lines best shayari in punjabi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari

Har or uljhan aur khamoshiyon ka shor hai
Ankhon mein dhua aur sanson mein gubar bhara hai
Bheed ke tamaam chehro par muskan to bani hai
Lekin dilon mein zakham jada aur sukun zara hai 🙃💯

हर ओर उलझन और खामोशियों का शोर है
आँखों में धुँआ और साँसों में गुबार भरा है 
भीड़ के तमाम चेहरों पर मुस्कान तो बनी है 
लेकिन दिलों में ज़ख्म ज्यादा और सुकून जरा है 🙃💯

Title: Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari


Pyaar Kya Hai?

Pyaar Kya Hai?
Na Poocho Tum Mujhse,
Kya Batane Se Maan Jaao Ge?
Yoon Bataane Se Fayda Bhi Naheen,
Kar Ke Dekho…
To Jaan Jaao Ge.

Title: Pyaar Kya Hai?