Skip to content

teri yaadon ko sambhala || yaad hindi shayari

MAINE TUFAANO SE KAISE KISHTI KO NIKALA HAI,
AE BICHDE HUE SAATHI TERI YAADON KO SAMBHAALA HAI
HUME TERI JUDAAI KITNA TADPAAEGI
NHI AANKHON SE ROYENGE, MAGAR YE DIL HUME RULAEGA
AE BICHDE HUE SAAATHI TERI YAAD BAHUT AAEGI.

Title: teri yaadon ko sambhala || yaad hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Punjabi status || true lines

Chugli karn wale di kade parwah na karo
Kyunki pith piche gall karn wale hmesha piche hi reh jande hn 👎

ਚੁਗਲੀ ਕਰਨ ਵਾਲੇ ਦੀ ਕਦੇ ਪਰਵਾਹ ਨਾ ਕਰੋ
ਕਿਉਂਕਿ ਪਿੱਠ ਪਿੱਛੇ ਗੱਲ ਕਰਨ ਵਾਲੇ ਹਮੇਸ਼ਾ ਪਿੱਛੇ ਹੀ ਰਹਿ ਜਾਂਦੇ ਹਨ 👎

Title: Punjabi status || true lines


Jaroori hai || Hindi shayari

Haan hr baar byan nahi hoti chizein,
Kbhi kbhi dil mei chupakr rkhna b jruri hai..
Haan koshish ki jaye to ho skta hai,
Kuch apno se fasla bnakr rkhna bhi jruri hai..
Zindgi bhr ka sath dena, Vada krte hain, kehna jruri nahi,
Par bin kahe aakr sath nibhana to ho skta hai..
Haan shayad tumhe namnjoor hi sahi,
Par kbhi kbhi apna kehne wale ko gale lgana bhi jruri hai..
Tmaam zindgiyan yhan, Chan Minto m khtm ho jati hai,
Maut to aygi hi ,Par maut tk ka safar agr teh kr jao,
To ye zindgi bitana ik hasrat sa hai..
Haan baatein meri bhle achi na lge,
Sach to hai yahi……is duniya mei,
Jise chaho usse rulana bhi jruri hai..
Beintehaan na sahi bhale thoda hi hai, Aitbaar to kro kisi par ,Haan thoda dr lgega ,
Par kisi gair ko apna kissa sunana bhi jruri hai..
Jruri hai ..

Title: Jaroori hai || Hindi shayari