Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumahare shehar ki raat ka tanhaa ||| hindi shayari
Suno…
Tumhaare shaher ki raat ka… Tanhaa sitaara hoon…
Mujhe bujhaa kar… Sar-e-shaam kya jalaawongi…
Jaana…
Kya kahaa…? Aapko bhi shayri pasand he meri…?
Agar ho gayaa ishq… To kahaan jaawongi…?
Title: Tumahare shehar ki raat ka tanhaa ||| hindi shayari
udas firta ho || Hindi shayari
Kehte hai yu udaas firte ho
sardiyeo ki shaamo me
is tarah hi hota hai
is tarah ke kaamo me
कहते हैं यूं उदास फिरते हो
सर्दियों की शामों में
इस तरह ही होता है
इस तरह के कामों में…………

