Skip to content

To kya hua || sad but true || Hindi shayari

Sad Hindi shayari || humne tumhe chaha to kya hua...pyar ka ikraar kiya to kya hua... taras rahe thi jis pyar ke liye... hai vo kisi aur ke hisse ka... thoda sa usmein se pa liya to kya hua...
humne tumhe chaha to kya hua…pyar ka ikraar kiya to kya hua… taras rahe thi jis pyar ke liye… hai vo kisi aur ke hisse ka… thoda sa usmein se pa liya to kya hua…



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Wafa || hindi shayari || ghaint shayari

Kuch alag hi karna hai
To wafa karo mere dost
Majboori ka naam lekar
Bewafai to har koi karta hai💯

कुछ अलग ही करना है
तो वफ़ा करो मेरे दोस्त,
मज़बूरी का नाम लेकर
बेवफाई तो हर कोई करता है💯

Title: Wafa || hindi shayari || ghaint shayari


Apne Hi Naseeb Se Darr Lagta Hai || Hindi Naseeb Shayari

Na Chaho Itna Humein Chahaton Se Darr Lagta Hai,
Na Aao Kareeb Itna Ki Judai Se Darr Lagta Hai,
Tumhari Wafaon Pe To Hai Yakeen Humein,
Bas Apne Hi Naseeb Se Darr Lagta Hai!

Title: Apne Hi Naseeb Se Darr Lagta Hai || Hindi Naseeb Shayari