Skip to content

Toh Manaa to Loge Na…

Agar mai rooth jau tumse,

Toh manaa to loge na…

Is nok jhok bhare rishte ko mere sath,

Nibha toh loge na…

Mohobbat itni hai ki,

izhaar nai kar sakte…

Mere sath is raah par aage,

Puri jindagi chal to doge na…

Yakeen ishq beshumaar hai,

Lekin mar kar bichadna bhi tay hai…

Par jab tak hai sath,

Mere is hath ko thaam to loge na…

Agar mai kabhi rooth jau tumse,

Toh mujhe manaa to loge na…

Title: Toh Manaa to Loge Na…

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


सच्ची दोस्ती शायरी || dosti hindi shayari

सच्चे दोस्त कभी गिरने नहीं देते,
न किसी की नजरों में,
न किसी के कदमों में !❣️

Title: सच्ची दोस्ती शायरी || dosti hindi shayari


Log naseeb se..💔❤️ || 2 lines hindi status

Kisi ki yaad main itna udaas na huwa kar💔

Log naseeb se milte hain udaasiyon se nahi❤️

Title: Log naseeb se..💔❤️ || 2 lines hindi status