
fir kisi apne ka dil todhna nahi chahta
kyuki unhe mera baat samajh nahi aata..
meri bas itni galti hai ki mujhe jhooth kehna nahi aata

Take risk in your life…if you win, you can lead if you loose, you can guide
Yun hi nhi pahuche is mukaam par
Waqt ke sath logo ko badlate dekha hai 🙃
Mat puchiye humse khawahishon ki keemat
Khwaab dekhne ki umar me unhe toot te dekha hai 💔
यूं ही नही पहुंचे इस मुकाम पर
वक़्त के साथ लोगों को बदलते देखा है 🙃
मत पूछिए हमसे ख्वाहिशों की कीमत
ख्वाब देखने की उम्र में उन्हें टूटते देखा है 💔