Skip to content

True lines 💔♥️ || tera ho ke dekh leya || punjabi status

Tainu paa ke vi dekh liya
tenu kho ke vi dekh liya
Tere khwaaba vich aake mein soh ke vi dekh liya
Akha suthe ch vi mein Roo ke vi dekh liya
Mainu rass na aya ishq mai tera ho ke vi dekh liya ♥️

Title: True lines 💔♥️ || tera ho ke dekh leya || punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Yaad nhi karte || sad hindi shayari || sad in love

Ke ab hum jaanbujhkar tumhe yaad nhi karte
Tere khato se bhi chedchaad nhi karte🙃
Subah uth tere photo bhi nhi dekhte
Ab hum baat mein bhi teri baat nhi karte 💔

कि अब हम जानबूझकर तुम्हे याद नही करते
तेरे खतो से भी छेड़छाड़ नही करते🙃
सुबह उठ तेरे फोटो भी नही देखते
अब हम बात में भी तेरी बात नही करते💔

Title: Yaad nhi karte || sad hindi shayari || sad in love


Mohobbat ka Dard || sad but true || Hindi shayari

Har koi mera ho jaye ayesi meri taqdeer nahi …
Mai wo shisha hu jiski koi tasveer nahi ..🙌.
Dard se hai rishta Mera khushiyan mujhe naseeb nahi ..
Mujhe bhi koi yaad kare main itna khushnaseeb nahi..💔💯

Title: Mohobbat ka Dard || sad but true || Hindi shayari