Skip to content

images-5840a7b3

  • by

Title: images-5840a7b3

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Gam zindagi mein || sad hindi shayari

Teri ankhon ka zikar jo mein, apne dil se na karta
Aaj bhi khush hi hota, mein jeene se na darta
Vese to gam zindagi mein, aur bhi likhe hain meri
Kishte kayi aur bhi hai, tere pyar ki udhaari ka vyaj to na bharta…

तेरी आँखों का जिक्र जो मैं, अपने दिल से ना करता..
आज भी खुश ही होता, मैं जीने से ना डरता..
वैसे तो गम जिंदगी में, और भी लिखे हैं मेरी..
किश्तें कई और भी हैं, तेरे प्यार की उधारी का व्याज तो न भरता….

Title: Gam zindagi mein || sad hindi shayari


Tujhe dekhne se in aanko ko || Dil ki batein

“Tujhe dekhne se in ankhon ko sukoon milta hai , ki tujhe dekhne se in ankhon ko sukoon milta hai.

Tu koi apna ya koi farishta sa lagta hai,jiske hone se ye dil dhadakne sa lagta hai”.

Title: Tujhe dekhne se in aanko ko || Dil ki batein