Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pyaar Kya Hai?
Pyaar Kya Hai?
Na Poocho Tum Mujhse,
Kya Batane Se Maan Jaao Ge?
Yoon Bataane Se Fayda Bhi Naheen,
Kar Ke Dekho…
To Jaan Jaao Ge.
Title: Pyaar Kya Hai?
Aap Ki Khatir || 2 lines status
Aap Ki Khatir Agar Hum Loot Bhi Lein Aasmaan,
Kya Milega Chand Chamkeele Se Sheeshe Tod Ke.
आप की खा़तिर अगर हम लूट भी लें आसमाँ,
क्या मिलेगा चंद चमकीले से शीशे तोड़ के।
