Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
POSITIVE SAYRI
AAP KITNE SAHI HO, AUR KITNE GALAT
YE BAS AAPKA AATMA AUR PARMATMA
KO HI MALUM HOTA HAI
Title: POSITIVE SAYRI
Ye hawayein || Hindi shayari || love shayari
Choom ke tere rukhsar ko
Ye hawayein jab chalti hain,
Doob jata hai fir vo shehar nashe mein
Ye jis shehar se bhi guzrti hai..
चूम के तेरे रुख़सार को
ये हवाएँ जब चलतीं हैं,
डूब जाता है फिर वो शहर नशे में
ये जिस शहर से भी गुजरती हैं।
