Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kyon Log Badal Jaate Hain
Tarsate The Jo Milne Ko Humse Kabhi,
Aaj Wo Kyon Mere Saaye Se Katraate Hain
Hum Bhi Wahi Hain Dil Bhi Wahi Hai,
Naa Jane Kyon Log Badal Jaate Hain!
Title: Kyon Log Badal Jaate Hain
Ishq || love shayari || two line hindi shayari
Mai us zamane se ishq krta aaya hu
Jis zamane me log ishq ke naam se drte the❤
मैं उस ज़माने से इश्क़ करता आया हूँ
जिस ज़माने में लोग इश्क़ के नाम से डरते थे ❤
