Mohabbat hai kitni jada tumse,
Kaho to sare jahan ko bata doon,
Tu karde haan ek bar,
Tere kadmo me mein asaam bicha doon.
Enjoy Every Movement of life!
Mohabbat hai kitni jada tumse,
Kaho to sare jahan ko bata doon,
Tu karde haan ek bar,
Tere kadmo me mein asaam bicha doon.
Aasman se Tod kar sitara diya hai,
Aalam-e-tanhaai mein ek sharara diya hai❤️
Meri kismat bhi naaz karti hai mujpe
Khuda ne dost hi itna pyara diya hai🥰
आसमान से तोड़ कर सितारा दिया है,
आलम-ए-तन्हाई में एक शरारा दिया है,❤️
मेरी किस्मत भी नाज़ करती है मुझपे,
खुदा ने दोस्त ही इतना प्यारा दिया है।🥰
Koshish To Hoti Hai Ki Teri Har Khwahish Poori Karun
Par Darr Lagta Hai Ki Tu Khwahish Mein Mujhse Judai Na Maang Le!
