Skip to content

tu mil gaee hai || Love and romantic shayari Hindi

tu mil gaee hai to mujh pe naaraaj hai khuda,
kahata hai kee tu ab kuchh maangata nahin hai…

तु मिल गई है तो मुझ पे नाराज है खुदा,
कहता है की तु अब कुछ माँगता नहीं है… 😘🥰🥰

Title: tu mil gaee hai || Love and romantic shayari Hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nazrein churana || urdu shayari

YOUN NAZRAIN CHURAANA HUM SE AAP KA BA KHUSHI OR BAARHAA

ZAALIM KABHI SOCHNA KITNA DUSHWAR KUN HAIN YEH MARHALA

یوں نظریں چرانا ہم سے آپ کا با خوشی اور بار ہا

ظالم کبھی سوچنا کتنا دشوار کن ہے یہ مرحلہ 

Title: Nazrein churana || urdu shayari


Ishq kya hai? || ehsaas shayari hindi

ishq kya hai?

  udaas jo hojauu main  to aansoo ,

  uski aankh se jhalak jaye.

  dil pe lagi baat ko bhoolkar ,

  vo meri ek muskurahat pe maanjaye.

  khafa ho jab duniya mujhse,

  to ek vo mujhe seene se lagaye.

  tohfe chah kam hi sahi par mere liye izzat,

  uski aankho me saaf nazar aaye.

  roothna manana to chalta hi hai par jo main rooth jaun ,

  to rooh uski bechain hojaye.

ye ehsaas hi to ishq hai, ye jazbat hi to ishq hai

Title: Ishq kya hai? || ehsaas shayari hindi