Skip to content

Tujhe bhool JAun || sad hindi shayari

Tujhe bhool jau agar mere bas mein ho to
Khud ki hi kabar bnwa lu agar mere bas mein ho to
In saajo, wadiyon, fulon sabhi mein tera zikr hai
Inhe bhi mita doon agar mere bas mein ho to 🍂

तुझे भूल जाऊं अगर मेरे बस में हो तो 
खुद की ही कब्र बनवा लूँ अगर मेरे बस में हो तो  
इन साज़ों ,वादियों ,फूलों सभी में तेरा ज़िक्र है 
इन्हे भी मिटा दूँ अगर मेरे बस में हो तो 🍂

Title: Tujhe bhool JAun || sad hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nazneen ishq || love shayari

Ye pyar hai pyar
Waqt waqt pe imtehan leta hai…
dusre ke khusi ke liye
Kabhi kabhi bewajah inzam deta hai…
Nayab hai ye ehsas ,
Esmein fiza he lagti kuch rangeen hai…
Dil ke darbar mein amer na fakir koi
Yahi baat  mohabbat ke sabse Nazneen hai…

Title: Nazneen ishq || love shayari


Ishq ch tadpe hoye || sad Punjabi shayari images || Punjabi status

Sad Punjabi shayari/heart broken Punjabi status/dard shayari images/Ishq ch pehla hi tadpe hoyian nu
Na hor tadpaya kar sajjna..!!
Sade ronde digde dhehndeya di
Khabar taan le jayia kar sajjna..!!
Ishq ch pehla hi tadpe hoyian nu
Na hor tadpaya kar sajjna..!!
Sade ronde digde dhehndeya di
Khabar taan le jayia kar sajjna..!!

Title: Ishq ch tadpe hoye || sad Punjabi shayari images || Punjabi status