
pyaar ka dariya ban jaye
or mai sochu tujhe itna ki tu
mere jeene ka jariya ban jaye
arey lakho logo me bhi
dhoonde sirf tujhe yeh meri aankhe
eh khuda mera kuch aisa nazraiya ban jaaye
Enjoy Every Movement of life!

Kuch is kadar peechhe reh gayi hu zindagi ke is safar me ki
Waqt aage badh gaya hai or log bhi…
कुछ इस कदर पीछे रह गई हूँ ज़िन्दगी के इस सफ़र में कि
वक़्त आगे बढ़ गया हैं और लोग भी।।
Ye intzar kyu hota kisi k liye,
Aaj nahi to kal jaana hi hey,
Jindgi k raaho me kabhi baitha karte they,
Aaj unhi k palko k liye intzar kar baithe.