Skip to content

Tum aati rahana

Ek khayal aaya man main zindagi bhar na sahi,

Kuch paal ke liye dil main khushi ke pal late rahana..||

Chahe vo khushi ya phir gam,

Aiysas tumhari maujudagika mujhe satate rahana..||

Kehana ye hai ki hame nind ayye ya na aaye,

Tum sapanome aate rahana..||

Title: Tum aati rahana

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


रफ्तार भरी जिंदगी🏃 || 2lines shayari

Ye badlata hua vaqt⏰ bhut kuch keh gya raftaar🏃 bhari is zindagi me mano jeena piche reh gya🙎

ये बदलता हुआ वक्त⏰ बहुत कुछ कह गया रफ्तार🏃 भरी इस जिंदगी में मानो जीना पीछे रह गया🙎

Title: रफ्तार भरी जिंदगी🏃 || 2lines shayari


Ijajat || 2 lines status

Aag ke paas mom le ja kar dekh lu
ho ijaajat to hath lgakar dekh lu

ਅੱਗ ਕੇ ਪਾਸ ਮੋਮ ਲੈ ਜਾ ਕਰ ਦੇਖ ਲੁ
ਹੋ ਇਜਜਾਤ ਤੋਂ ਹਾੱਥ ਲਗਾਕਰ ਦੇਖ ਲੁ

Title: Ijajat || 2 lines status