Skip to content

Tum ab Hamare nahi rahe || hindi shayari || sad in love || sad shayari || true shayari

Haan sach hai ye ||hindi shayari ||sad

Haan sach hai ye tume ab koi farak nahi padta
Sach hai ye k ab jeene k sahare nahi rahe..!!
Sach hai ye k tume ab pyar Na raha humse..
Shayad sach hai ye k tum ab Hamare nahi rahe..!!

हाँ सच्च है ये की तुम्हे अब कोई फ़र्क नहीं पड़ता..
सच्च है ये की अब जीने के सहारे नहीं रहे..!!
सच्च है ये तुम्हे अब प्यार न रहा हमसे
शायद सच्च है ये के तुम अब हमारे नहीं रहे..!!

Title: Tum ab Hamare nahi rahe || hindi shayari || sad in love || sad shayari || true shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Wafa nal raat || sad bewafa shayari

Kuch rul gye mere to,

kuch geeta’n de saaz likha
Bewafawa da raja mai,

Wafa nl bitayi raat likha

Title: Wafa nal raat || sad bewafa shayari


Alfaaz || sad hindi shayari

Mere kadwe alfaaz chubh gaye unko
Magar mera saaf dil nazar nahi aaya💔

मेरे कड़वे अल्फ़ाज़ चुभ गए उनको
मगर मेरा साफ दिल नज़र न आया💔

Title: Alfaaz || sad hindi shayari