Skip to content

Tum aur tumhara gussa || love hindi shayari

Haaye, Tum aur tumhara yeh gussa…
Hume tumhare pyaar me aur deewana banata hai…😘🤗

हाए, तुम और तुम्हारा ये गुस्सा…
हमें तुम्हारे प्यार में और दीवाना बनाता है…😘🤗

Title: Tum aur tumhara gussa || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


ilzam hum par lagaya jayega

Kehte he jab koi kisi ko saache dil se yaad karta he,
to aasman se ek taara tut ke girta he.
ek din aesa aayega ki saara aasman khali ho jayega,
aur ilzam hum par lagaya jayega.

Title: ilzam hum par lagaya jayega


tujhe bhee ishk || 2 lines shayari hindi

gumaan na kar apanee khush-naseebee ka
khuda ne gar chaaha to tujhe bhee ishk hoga..

गुमान न कर अपनी खुश-नसीबी का
खुदा ने गर चाहा तो तुझे भी इश्क होगा..

Title: tujhe bhee ishk || 2 lines shayari hindi