Skip to content

Tum ho toh || Jindagi ka pal || mohobat shayari

Tum ho to didar tumhare husn ka hua tum agar na Hoti to Didar kisi our ka ho jata Jindagi ke lamhon me ek lamha esa Ayega mohabbat to hai hame tumse tumhe bhi ham se mohabbat ho jayega

Title: Tum ho toh || Jindagi ka pal || mohobat shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kadar kar lo unki…. || life true hindi shayari

कदर कर लो उनकी जो तुमसे,
बिना मतलब की चाहत करते है,
दुनिया मे ख्याल रखने वाले कम,
और तकलीफ देने वाले ज्यादा होते है! ✍ ? 

Kadar kar lo unki jo tumse,
Bina matlab ki chahat karate hai,
Duniya mein khyaal rakhane wale kam,
Aur taklif dene wale jyada hote hai! ✍ ?

Title: Kadar kar lo unki…. || life true hindi shayari


Mohobbat || mohobbat shayari || hindi shayari

Mere dil mein tumhare liye kitni mohobbat hai agar ye janna hai
To ekbaar apna dil mere dil par rakh kar dekho ❤️🥀

मेरे दिल में तुम्हारे लिए कितनी मोहब्बत है अगर ये जानना है
तो एकबार अपना दिल मेरे दिल पर रख कर देखो ❤️🥀

Title: Mohobbat || mohobbat shayari || hindi shayari