Mein chand tum Chandni
Mein tumhare liye tum mere liye bani❤️
मैं चाँद तुम चाँदनी
मैं तुम्हारे लिए तुम मेरे लिए बनी❤️
Enjoy Every Movement of life!
Mein chand tum Chandni
Mein tumhare liye tum mere liye bani❤️
मैं चाँद तुम चाँदनी
मैं तुम्हारे लिए तुम मेरे लिए बनी❤️
Lok karan pyaar shaklan dekhke
Te mainu Teri muskaan dekh ho gya
Agar mai rooth jau tumse,
Toh manaa to loge na…
Is nok jhok bhare rishte ko mere sath,
Nibha toh loge na…
Mohobbat itni hai ki,
izhaar nai kar sakte…
Mere sath is raah par aage,
Puri jindagi chal to doge na…
Yakeen ishq beshumaar hai,
Lekin mar kar bichadna bhi tay hai…
Par jab tak hai sath,
Mere is hath ko thaam to loge na…
Agar mai kabhi rooth jau tumse,
Toh mujhe manaa to loge na…