Tum meri zindagi ho
Ye mat soch lena 🙂
Meri Khushi kya hai chain kaha hai
Kabhi ye bhi khoj lena😇
Enjoy Every Movement of life!
Tum meri zindagi ho
Ye mat soch lena 🙂
Meri Khushi kya hai chain kaha hai
Kabhi ye bhi khoj lena😇
Koi ibadat ki chah mein roya,
Koi ibadat ki rah mein roya
Ajab h namaz-e- muhabbat ka silsila,
Koi qaza kr k roya, koi adaa kr k roya….🖤
kinaare par tairane vaalee laash ko dekhakar ye samajh aaya,
bojh shareer ka nahee saanson ka tha…
किनारे पर तैरने वाली लाश को देखकर ये समझ आया,
बोझ शरीर का नही साँसों का था…