aaj dekh kr b tum dekhte nhi ho..
jis din sach m na dikhe hum tum khud ko rulaoge bhut..!!
kisi roj jab hum chal diye is duniya se bin btaye..
khuda kasam tum pashtaoge bhut..!!
Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ye sannata charo aur faila rakha || hindi shayari
Ye sannata jo charo aur faila rakha hai…
Zikar kar do kis baat ki kami hai…🤔
Jism to kya rooh bhi girwi rakh denge teri khushi ki khatir…
Bas bata do in ankhon mein kis baat ki nami hai…❤️
ये सन्नाटा को चारों ओर फैला रखा है…
ज़िक्र कर दो किस बात की कमी है…🤔
जिस्म तो क्या रूह भी गिरवी रख देंगे तेरी खुशी की खातिर…
बस बता दो इन आंखो में किस बात की नमी है…❤️
Title: Ye sannata charo aur faila rakha || hindi shayari
Yaad naa kari || punjabi shayari
yaad naa kari mainu
me changa insaan nahi haa
kyuki me taa tere lai
apne aap nu bhulaai baitha haa
ਯਾਦ ਨਾਂ ਕਰੀਂ ਮੈਨੂੰ
ਮੈਂ ਚੰਗਾ ਇਨਸਾਨ ਨਹੀਂ ਹਾਂ
ਕਿਓਕਿ ਮੈਂ ਤਾਂ ਤੇਰੇ ਲਈ
ਅਪਣੇ ਆਪ ਨੂੰ ਭੁਲਾਈ ਬੈਠਾ ਹਾਂ
—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ 🌷

