I am not okk yaar
Tumhari yaad bhut rulati ha😭
I am not okk yaar
Tumhari yaad bhut rulati ha😭
kadar karna unki jo chahte hain tumhe varna bahut hain yaha aane jane vale..!!
koi humsaa mile ye vaada nahi karte vese mil jayenge lakhon tumhe chahne vale..!!
arre sambhal ke zara itni jaldi bhi na karna der lagate nahi hain dil tod jane vale..!!
chehre ko dekh khushi ka andaza lagayenge hadd hi karte hain zamane vale..!!
arre vaqt mile to kabi pyar valon se pucho kese rote hain sabko hasane vale..!!
Ye jaruri tha ki tumse nafrat krte
Agar ye n hota to tumse mohabbat hoti🙃
ये ज़रूरी था कि तुमसे नफरत करते
अगर ये ना होता तो तुमसे मोहोब्बत होती🙃