Skip to content

Tune wafa e tohfa kya kamaal diya || Shyri

तूने वफा ऐ तोहफा क्या कमाल दिया है

बिना जहर के डसने का हुनर क्या खूब अजमाया है

Title: Tune wafa e tohfa kya kamaal diya || Shyri

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari

Dard do dilon ka raasta hota hai,
Kise rishte ka mohtaj nahi.
Dard do dildaron ki masoomiyat batata hai,
Kisi raees ki pehchan nahi.
Dard ko thodi hamdardi chahiye,
Dard ko choti tasalli chahiye,
Kisi kagaz ki mohar nahi.
Halki si thandi hawaein mangta hai,
Sath hone ka ehsas mangta hai,
Kisi khazane ki chamak nahi.

Title: Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari


Nwe Yaar BNANE SHAD te || Punjabi shayari

Smja to bahr kyi gla Ondia ne..
Bhaut kush eh mnu sikhondia ne..
Apne dukh hr kise nu sunane shad Te..
Tute hoe a khwaab sjaane shadh Te..
Zindagi bitaan lyi kyi yaada hi kaafi a..
Hun asi v nwe yaar bnane shd Te..

Title: Nwe Yaar BNANE SHAD te || Punjabi shayari