Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mera adhuri mohabbat || 2lines hindi status
Kuch toh baat hogi aapme Jo hum aapke Ishq mein gir pade
Kuch toh harkat aapne bhi ki hogi yuhi nahi hum akele they zid pe ade
Title: Mera adhuri mohabbat || 2lines hindi status
Zindagi itni mukhtsar bhi nahi || hindi shayari
Is bhari kayanat mein ya rab
Apne rehne ko ek ghar bhi nhi
Pedh ke niche jo guzar jaye
Zindagi itni mukhtsar bhi nhi😊
इस भरी कायनात में या रब
अपने रहने को एक घर भी नहीं
पेड़ के नीचे जो गुज़र जाए
ज़िन्दगी इतनी मुख़्तसर भी नहीं😊
