
Enjoy Every Movement of life!

Sab kuch hai
Fir bhi kuch khali sa hai
Sab to hai
Magar fir bhi tanhai c hai
Tum to ho
Fir bhi khoya sa rehta hu mein,
Sukun bhi hai
Magar bechaini hai ke chodti nhi..
सब कुछ है
फिर भी कुछ खाली सा है।
सब तो हैं
मगर फिर भी तन्हाई सी है।
तुम तो हो
फिर भी खोया सा रहता हूँ मैं,
सुकूँ भी है
मगर बेचैनी है कि छोड़ती नहीं।।
Mareeze-ishq hain itna sataya na karo,
Hamare ishq ka mazak yun udaya na karo,
Iss ishq main to jaan bhi haazir hai hamari,
Magar mazaak main ise gawaya na karo.