Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaar || dosti || hindi shayari
Jis tarah sodium ke bina salt nhi ban sakta
Usi tarah bin yaaro ke class nhi ban sakta❤😍
Title: Yaar || dosti || hindi shayari
Wajha tum bano.
Kisi ki muskurahat ki wo wajha tum bano,
Gham ke raste me khushi ka wo sahara tum bano,
Sacche ashiq ki wo chahat tum bano
Kuch bano na bano tum shakeer, lekinn us bewafa ko wafa sikhane ki wajha tum bano.
