
Tiki jad di nazar e tere chehre utte..!!
Enjoy Every Movement of life!

Yeh zindagi ek Aashiq jaisi hai
Agar Man se chaha toh haseen hai
Agar dimaag se chaha toh rangeen hai 💯
यह ज़िन्दगी एक आशिक़ जैसी है
अगर मन से चाहा तो हसीन है
अगर दिमाग से चाहा तो रंगीन है 💯
Mareeze-ishq hain itna sataya na karo,
Hamare ishq ka mazak yun udaya na karo,
Iss ishq main to jaan bhi haazir hai hamari,
Magar mazaak main ise gawaya na karo.