Skip to content

Two line shayari || hindi shayari

ilm ki ibteda hai dhama
ilm ki inteha hai khamoshi🍂

इल्म की इब्तेदा है धमाका
इल्म की इंतेहा है खामोशी🍂

Title: Two line shayari || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Maa baap || true line shayari || best shayari

Duniya ka sabse ameer insan
Maa baap ke Bina gareeb hota hai 💯

दुनिया का सबसे अमीर इंसान भी,
माँ बाप के बिना गरीब होता है..!!💯

Title: Maa baap || true line shayari || best shayari


Apne Hi Naseeb Se Darr Lagta Hai || Hindi Naseeb Shayari

Na Chaho Itna Humein Chahaton Se Darr Lagta Hai,
Na Aao Kareeb Itna Ki Judai Se Darr Lagta Hai,
Tumhari Wafaon Pe To Hai Yakeen Humein,
Bas Apne Hi Naseeb Se Darr Lagta Hai!

Title: Apne Hi Naseeb Se Darr Lagta Hai || Hindi Naseeb Shayari