Skip to content

Two line shayari || hindi shayari

Jo yaad hai tumhe woh suna tha tumne, 
Agar padhte to hume samjh bhi na pate…🙌

जो याद है तुम्हे वो सुना था तुमने
अगर पढ़ते तो हमें समझ भी न पाते…🙌

Title: Two line shayari || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


tadapate hai neend || buri mohobat hindi shayari

tadapate hai neend ke lie to yahee dua nikalatee hai,
bahut buree hai mohabat,
kisee dushman ko bhee na ho…..

तड़पते है नींद के लिए तो यही दुआ निकलती है,
बहुत बुरी है मोहबत,
किसी दुश्मन को भी ना हो…..

Title: tadapate hai neend || buri mohobat hindi shayari


apne khoon se tumahara || Pagal ishq || hindi shayari

Likhne ko to hm kitaab bhi likh sakte the,
Har panne par tumhare alfaaz likh sakte the,
Magar khuda ko ye manzoor kahan tha,
Warna hm to apne khoon se tumhara naam likh sakte the. 

@80rullah

Title: apne khoon se tumahara || Pagal ishq || hindi shayari