gallan rabb naal hon lag jandiyan ne..!!
gallan rabb naal hon lag jandiyan ne..!!
Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari
Har or uljhan aur khamoshiyon ka shor hai
Ankhon mein dhua aur sanson mein gubar bhara hai
Bheed ke tamaam chehro par muskan to bani hai
Lekin dilon mein zakham jada aur sukun zara hai 🙃💯
हर ओर उलझन और खामोशियों का शोर है
आँखों में धुँआ और साँसों में गुबार भरा है
भीड़ के तमाम चेहरों पर मुस्कान तो बनी है
लेकिन दिलों में ज़ख्म ज्यादा और सुकून जरा है 🙃💯
Title: Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari
Tumhara deedar || love hindi shayari
Jo shakhs tere tasawur se hi mehak jaye😍
Socho tumhare deedar mein uska kya hoga🙈
जो शख्स तेरे तसव्वुर से हीे महक जाये😍
सोचो तुम्हारे दीदार में उसका क्या होगा🙈



