Skip to content

Uche jinke naseeb || best hindi shayari || true lines


Aksar uljh jate hain imtehaan de de kar
Uche jinke naseeb huya karte hain..!!
Teh hota hai unka door ho jana
Jo dil ke bhut kareeb huya karte hain..!!


अक्सर उलझ जाते हैं इम्तिहान दे दे कर
ऊँचे जिनके नसीब हुआ करते हैं..!!
तह होता है उनका दूर हो जाना
जो दिल के बहुत करीब हुआ करते हैं..!!

Title: Uche jinke naseeb || best hindi shayari || true lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sirf izhaar nahi karte || True Hindi Lines

Sapne toh yu bahut haseen hote hai, Magar sapno se pyar nahi karte,
Tumhe chahte toh hum aaj bhi hai, Sirf izhaar nahi karte!!!

Title: Sirf izhaar nahi karte || True Hindi Lines


raat saaree tadapate || So sad Hindi dard Bhari Lines

raat saaree tadapate rahenge ham,
ab…aaj phir khat tere padh lie shaam ko…

रात सारी तड़पते रहेंगे हम,
अब…आज फिर ख़त तेरे पढ़ लिए शाम को…

Title: raat saaree tadapate || So sad Hindi dard Bhari Lines