Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jab tak hain tere sath hain || love hindi shayari
Yeh mumkin toh nahi…
Ki marke bhi ishq kiya jaye…😊
Par jab tak hai tere saath hai…
Tab tak toh khush hoke jiya jaye…❤️
ये मुमकिन तो नहीं…
कि मर के भी जीया जाए…😊
पर जब तक है तेरे साथ हैं…
तब तक तो खुश हो के जीया जाए…❤️
Title: Jab tak hain tere sath hain || love hindi shayari
kiya na koi swaal || hindi shayari sad 2 lines
ek me hu kiya na kabhi sawaal koi
ek tum ho, jiska koi jawaab nahi
एक मैं हूँ , किया ना कभी सवाल कोई
एक तुम हो , जिसका कोई जवाब नहीं.
