Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Intezaar🙂 sad shayari
Mana tumpr hamara ab koi iqtiyaar nhi,
Pr yeh b nhi ke tumse pyrr nhi,
Tumhe bhul jaaye mumkin toh nhi,
Pr tumhe paa le hum utne khushnaseeb bhi toh nhi🙂
Title: Intezaar🙂 sad shayari
Ishq ki kahaniyan || love Hindi shayari
Ishq ki kuch kahaniya hum yun bhi likhenge
Tera naam fir mera naam aur baki khali shod denge ❤
ईश्क की कुछ कहानियां हम यूं भी लिखेंगे
तेरा नाम फिर मेरा नाम और बाकी खाली छोड़ देंगे❤
